dhadkan, keh rahi hai…. yahaan koi aane wala hai
sawan, keh raha hai…. badal koi chaane waala hai
mann mera …paagal dhoondhta hai tujhe ghabra ke!
keh rahi hai, sahil koi aane waala hai..
koyal… keh rahi hai… saathi koi gaane waala hai!
ek naya aasmaa mil gaya hai humein tujhko paake!
hooooo………..
aaj merajahaan, tum hi tum ho
ab meri daastan tum hi tum ho
tum yahaan tum wahaan jaane jaana
jau main ab jahaan.. tum hi tum ho
mil gaya …raasta, aisa phoolo bhara chalte chalte
dhadkan, keh rahi hai…. yahaan Koi aane Wala hai
sawan, keh raha hai…. badal koi chaane waala hai
Mann mera …paagal dhoondhta hai tujhe ghabra ke!
hooooo……….
No comments:
Post a Comment