Tuesday, August 20, 2013

Manmarziyan

Film: Lootera

Yun to solah saavan aaye gaye
Gaur nahi kiya humne
Bheega man ka aangan is martaba
Kya jaane kya kiya tumne

Dil mein jaagi..
Ishq waali manmarziyan, manmarziyan
Zid ki maari (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Mannmarziyan (aaye gaye)
Mannmarziyan

Abb talak se
Kuchh alag si manmarziyan.. Manmarziyaan..
Hum zameen pe (bheega man ka)
Toh falak se (aangan)
Manmarziyan (iss martaba)
Man marziyaan...

Sikkon jaise
Hai uchhaali
Manmarziyan, manmarziyaan
Zidd ki maare (yun to solah)
Bholi bhaali (saavan)
Manmarziyaan, manmarziyaan (aaye gaye)

Be-adab si
Par gazab si
Manmarziyan, manmarziyan

Hosh khoya
Par sambhali manmarziyan (yun to solah)
Manmarziyaan (saavn)
Zidd ki maari (aaye gaye)
Bhooli bhaali manmarziyan, manmarziyan

Gulabi

Film: Shuddh Desi Romance

Shaam gulabi, sehar gulabi
Pehar gulabi hai gulabi ye shehar 

Shaam gulabi, sehar gulabi
Pehar gulabi hai gulabi ye shehar 


Main bhi gulabi
Tu hai gulabi
Din bhi gulabi hai gulabi ye kehar

Gulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa jora-jori naa seena zori hai
Gulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa roka-toki hai na seena zori hai re

Rang bhi gulabi
Ye naav bhi gulabi
Dariya me jo main bahun gulabi
Kahun bhi gulabi
Main sahun bhi gulabi
Lagta hai main rahun gulabi re

Jaane re jaane mann jaane hai
Rang, rang gulabi hai preet ro

Jaane re jaane sab jaane hai
Rang, Rang gulabi hai preet ro 


Jaane re jaane sab jaane hai
Rang, Rang gulabi hai preet ro 

Gulabi dori hai
Bandhi ye chori hai
Naa jora-jori naa seena zori hai
Gulabi dori hai re
Bandhi ye chori hai re
Naa roka-toki hai naa seena zori hai re

Nain* gulabi chain gulabi
Dawa bhi gulabi hai gulabi hai asar

Naav gulabi ye nain gulabi
Nain gulabi hai gulabi hai safar

Haule gulabi hain tez gulabi
Karte shararat lab bhi gulabi re

Choom le gulabi rangrezz gulabi
Haule le chal tez gulabi